Ziddi Dil (Mp3,Mp4) Lyrics - Mary Kom Song | Vishal Dadlani Feat. Priyanka Chopra

Ziddi Dil - Mary Kom
Ziddi Dil Lyrics (Dil Ye Ziddi Hai) from Mary Kom (2014): A motivational song, composed by Shashi Suman who was a contestant in Indian Idol 5, vocals are by Vishal Dadlani while Dil Ye Ziddi Hai Lyrics are penned by Prashant Ingole.
Singer: Vishal Dadlani
Music: Shashi Suman
Lyrics: Prashant Ingole
Picturised on: Priyanka Chopra
Music Label: Zee Music Company

Ziddi Dil Lyrics

Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..

Bas khud ki hi sunta baate, yea yea yeah
Nadaani se hai naate, yea yea yeah
Ghurrata aate jaate, yea yea yeah
Din ko kehta yeh raatein, yea yea yeah
Ho dekhe hai aankhon mein
Kismat ki aankhein daale.. hey!
Hawaa ke kaanon mein jaake kahe
Kismat piddi hai

(Tum bahut ziddi hai)

Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai ziddi hai
Dil ye ziddi hai (x2)

Ye parchaaiyon se chhupta yahaan
Oho.. phir tanhaaiyon se ladta yahaan
Jo chahta wo hai kiya
Apni hi sharton pe ye hai jiya
Oho ziddi hai, ziddi hai, ziddi hai
Kaisa yeh ziddi hai

Dil yeh jiddi hai
Dil yeh ziddi hai
Dil yeh ziddi hai ziddi hai
Dil yeh ziddi hai (x2)

Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form